.

Dooba Dooba Lyrics

(la la la leya la la la la.....)x4

(Dooba dooba rehta hoon aankhon me teri
Deewana ban gaya hoon main chaahat me teri)x2
Ab din guzarte nahin
Ratein kat-ti nahin
tasvir se baat ban-ti nahin... Aa-ja

(Koi jaane na
Pehchaane na
Yeh hua kaise
Tum aagaye kwabon mein aise)x2
Bewafa ... sun oh bewafa ... bewafa... na jaa
Dooba dooba rehta hoon aankhon me teri

(Tum jo mil gaye
Deeye jal gaye
Mere khwabon mein
Ban jao tum mere hamsafar)x2
Bewafa ... sun oh bewafa ... bewafa... na jaa
Dooba dooba rehta hoon aankhon me teri
Deewana ban gaya hoon main chaahat me teri

Ab din guzarte nahin
Raaten kat-ti nahin
tasvir se bat banti nahin... oh aa-ja
Na ja bewafa
Oh bewafa... sun oh bewafa... na jaa
Report lyrics