.

Shukriya Zindagi (Remix) Lyrics

chan ke aayee toh kya chandni toh mili
chan ke aayee toh kya chandni toh mili
chand din hi sahi yeh kali toh khili
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
teri meherbaniyaan teri meherbaniyaan
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi

sirf ek rang se tasveer hoti kahin
gum nai toh khushi ki keemat nahin
sirf ek rang se tasveer hoti kahin
gum nai toh khushi ki keemat nahin
dhoop chaon hai dono toh dilkash jahan
kya shikayat karein fursat kahan
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
teri meherbaniyaan teri meherbaniyaan
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
apni takdeer ki hai yeh dastaan
kabhi katilana kabhi meherbaan
apni takdeer ki hai yeh dastaan
kabhi katilana kabhi meherbaan
meherbaan jo dil ko karaar aa gaya
apne katil pe bhi pyaar aa gaya
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
teri meherbaniyaan teri meherbaniyaan
shukriya zindagi
shukriya zindagi
shukriya zindagi
Report lyrics