.

Piya Lyrics

Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya, Sakhi re
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya, Sakhi re
Megh nahi bijuri ban barse,
Mohe ek shama nahi arje
Megh nahi bijuri ban barse,
Mohe ek shama nahi arje
Pathar sankarke jiya bole ja ban basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya, Sakhi re

a**uan sang mora beh gaya kajara
Utri mehndi sukha gajara
a**uan sang mora beh gaya kajara
Utri mehndi sukha gajara
Man basant ko patjhad kargo
Le gayo le gayo le gayo le gayo rang rangrasiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya, Sakhi re
Pal na kate ab sakhi re piya bin
Neem sa kadwa lage din
Hai neem sa kadwa lage ab din
Uspe ye chand, hai chanda bhi bana sakhi sautan ki
Chanda bhi bana hai sakhi sautan ki tisso raat mori amavasiya
Man basant ko patjhad kargo
Le gayo le gayo le gayo le gayo rang rangrasiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya, Sakhi re
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya
Piya na rahe man basiya, Sakhi re
Megh nahi bijuri ban barse,
Mohe ek shama nahi arje
Megh nahi bijuri ban barse,
Mohe ek shama nahi arje
Pathar sankarke jiya bole ja ban basiya
Report lyrics