.

Banda Lyrics

Jaa chuka hai woh yahan se
Apnan woh sab kuch haar ke
Jise tum the jaante
Ab nahin hai woh yahan pe
Ab nahin hai woh yahan pe.

Banda main woh raha hi nahin
Main badal gaya, woh nahi raha
Guzar jayegi kisi tarah ye zindagi.

Kise kahun ke ab nahin raha?
Kise kahun ke woh chala gaya?
Kise kahun ke ab nahin aayega?
Kise Kahun? Kaise kahun?
Ab nahin hai woh yahan pe
Ab nahin hai woh yahan pe.
Banda main woh raha hi nahin
Main badal gaya, woh nahi raha
Guzar jayegi kisi tarah ye zindagi.
Dekho toh sahi tum meri aankhon mein aankhein daal ke
Aata hun nazar main tumko, dekho na mujhe ke.....

Banda main woh raha hi nahin
Main badal gaya, woh nahi raha
Guzar jayegi kisi tarah ye zindagi.
Report lyrics
Umeed (2011)
Bachana Banda Kabhi Gham Na Aey Lamha Main Aoon Ga Taaray Taqdeer To Kia Hua