.

Mere Angane Mein Lyrics

La la la la...
La la la la...
La la la la...
La la la la...
Mere angne mein
(Mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai) - 2
Kothe se lagado
Arre (kothe se lagado seerhi ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

Jiski biwi moti usska bhi bara naam hai
Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bara naam hai
Bistar pe litado
(Bistar pe litado gaade ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai
(Jiski biwi kali usska bhi bara naam hai) - 2
Aankhon mein basalo
(Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi gori uska bhi bara naam hai) - 2
Kamre mein bithalo
(Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai
(Jiski biwi choti usska bhi bara naam hai) - 2
God mein bithalo, haan haan haan
(God mein bithalo bache ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein, haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kam hai
Report lyrics