.

Ek Baar Tujhko Dekha Lyrics

Tera khayal mere dil se ja nahi sakta
Tamam umar mein tujhko Bhula nahi sakta, bhula nahi
sakta Aaja
Ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe Hmm
ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh
dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)
Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha Mujhe tadpaati hain Mein kya karu ? Zindagi se bhaag kar kaha jau ? Tera pata
bhi to nahi
Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhseapne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya Phir
dil machal machal ke Betaab ho gaya
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)
Ab tak maine khwab jo dekhe
Un khwabon ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu
Yeh meri beqaraari
yeh meri bekhudi
Has has ke roj mujhse karti hain dillagi
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja Hoo deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)
Ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil
kahe Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon
ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja) Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne
(yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)
Report lyrics