.

Saaiyaan Lyrics

Kal meera tadpi kaanha ko Sab laaj samaj gawanyi re...
Ab prem me tadpan tarsan ki Hai baari kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi Ho... tora khel hua
Mujhse main rootha... Mujh mein main toota
Ho... Mujhse main rootha, mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafa main, Khud hi hai loota
Lut lut ke..., lut lut ke
Jeena hai, marna baanke yaar bina

Saaiyaan, hud main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan...(x2)
Mujhse main rootha, mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafa main, Khud hi hai loota
Lut lut ke..., lut lut ke
Jeena hai, marna baanke yaar bina

Saaiyaan, hud main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan...(x2)
Ho...Sapno ke sheeshe toote, dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na, mann majdhaar se
Koi bhi na bole aur, koi bhi bulaaye na
Peer bhi awaazein sune, baadlon ke paar se
Rus rus ke..., rus rus ke
Mann se mar jaana, khud hi yaar bina

Saaiyaan, hud main ki karan
Saaiyaan, jeena ya maran
Saaiyaan, rab mujhse khafa
Saaiyaan...(x2)
Report lyrics