.

Aashiyana Lyrics

Aashiyana...(3)
Mujhko hai mila meri, manzil ka nishaan
Kyun ab ho gila, koi ab na hai ghumaan
Thodi si mehki si, thodi si behki.. si meri zindgaani
Ho....
Thodi si mehki si, thodi si behki si..
meri zindgaani
Aashiyana mera hai yahaan
Mera jamaana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahaan,
Mujhe fursat hai kahaan....

Aashiyana mera hai yahaan..
Mera jamaana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahaan
Mujhe fursat hai kahaan
Ho......

Roko na mujhe, koi toko na mujhe
Dheere dheere haule haule khona hosh hai, ho..
Khushboo is kadar mujhe ab na hai khabar
Dheere dheere haule haule dil madhosh hai, ho..
Thodi si mehki si, thodi si behki.. si meri zindgaani
Ho.....
Thodi si mehki si, thodi si behki.. si meri zindgaani
Aa-shiyana... mera hai yahaan
Mera jamaana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahaan
Mujhe fursat hai kahaan...
Aa-shiyana... mera hai yahaan
Mera jamaana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahaan
Mujhe fursat hai kahaan..
Ho......

Aa-shiyana...

Poori ho gayi, meri arzi khwaab ki
Halke halke, chhalke chhalke, hain sab jaam bhi
Ho ho khushiyon ne abhi, ki hai mujhse dosti
Halki halki chhalki chhalki hai kuchh shaam bhi
hooo...
Thodi si mehki si, thodi si behki si meri zindgaani
Ho....
Thodi si mehki si, thodi si behki si meri zindgaani
Aashiyana..
mera hai yahaan
Mera jamaana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahaan
Mujhe fursat hai kahaan
Aashiyana...
mera hai yahaan
Mera jamaana mera hai jahaan
Ab mujhe fursat hai kahaan..
Mujhe fursat hai kahaan...
Aashiyana.Aashiyana.Aashiyana.......
Report lyrics