.

Bandaa Re Lyrics

yada yada hi dharmasya
glanir bhavati bharata
abhyutthanam adharmasya
tadatmanam srjamyahan
paritranaya sadhunam
vinashaya cha dushkritam
dharmasamsthapanarthaya
sambhavami yuge yuge

moko kahan dhundhere bande
main to tere paas mein
na teerath mein na moorat mein
na ekant niwas mein

na mandir mein na masjid mein
na kabe kailash mein
mein to tere paas mein bande
mein to tere paas mein
bandaa re bandaa re

khoji hoye turat mil jaoon
ik pal ki talash mein
kahet kabir suno bhai sadho
mein to hun vishwas mein

o bandaa re...
main to tere paas mein...
o bandaa re...
main to tere paas mein...

paritranaya sadhunam
vinashaya cha dushkritam
dharmasamsthapanarthaya
sambhavami yuge yuge
na mein jab mein na mein tap mein
na bharat upaas mein
na mein kiiriya karm mein rehta
nahin jog sanyas mein

nahin pran mein nahin pind mein
na brahmand akash mein
na mein prakariti prawar gufa mein
nahin swasan ki sans mein
bandaa re bandaa re

khoji hoye turat mil jaoon
ik pal ki talash mein
kahet kabir suno bhai sadho
mein to hun vishwas mein
o bandaa re...
main to tere paas mein...
o bandaa re...
main to tere paas mein...
o bandaa re...
main to tere paas mein...
o bandaa re...
main to tere paas mein...

yada yada hi dharmasya
glanir bhavati bharata
abhyutthanam adharmasya
tadatmanam srjamyahan

paritranaya sadhunam
vinashaya cha dushkritam
dharmasamsthapanarthaya
sambhavami yuge yuge

o bandaa re...
main to tere paas mein...
o bandaa re...
main to tere paas mein...

sambhavami yuge yuge
sambhavami yuge yuge
Report lyrics