.

Shamein Lyrics

Meri shamein shamein nahin
Meri raatein raatein nahin
Meri shamein shamein nahin
Sooni hain meri raahein abhi
Khaali hain meri baahein abhi
Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!

Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!

Meri jaan yehi gham hai samjha nahin tu mujhe

Meri shamein shamein nahin
Meri raatein raatein nahin

Khwaabon kay siwa kuch bhi nahin
Yaadon kay siwa kuch bhi nahin
Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!

Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!

Meri jaan yehi gham hai,
Meri jaan yehi gham hai samjha nahin tu mujhe
Aisa to kabhi socha na tha aisa to kabhi jana na tha
Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!

Khoya khoya rehta hoon teri doori sehta hoon
Dil main hai jo kehta hoon kaha
Kaha!

Meri jaan yehi gham hai,
Meri jaan yehi gham hai samjha nahin tu mujhe

Meri shamein shamein nahin
Meri raatein raatein nahin
Meri shamein shamein nahin
Meri raatein raatein nahin
Report lyrics
Andaz (2001)
Zamane Ke Andaz Kaise Gaoun Sheeshe Ka Ghar Sheena Shamein Ishq Jaaney Tu Chul Kuriye Chaen Dharti Key Khuda Jugalbandi Dosti (live at Roskilde Festival, Denmark) Azadi