.

Tere Sawalon Ke Lyrics

tere sawaalon ke woh jawaab jo main de na de na sakuun - 4
pighle se armaan hain, do pal ke mehmaan hai
aankhon ke aalon mein, chaahat ki lo jalne do
tere sawaalon ke woh jawaab jo main de na de na sakuun - 2
(keh rahi hai jo nazar tujhe hai khabar ke nahi
keh rahi hai teri nazar tu bekhar toh nahi) - 2
tere bina jindagi hai adhuri, tere bina kya hai jeena
pighle se armaan hain, do pal ke mehmaan hai
aankhon ke aalon mein, chaahat ki lo jalne do
(tum kaho toh main rok luun, jo tum kaho toh nahi
sine mein hai kaisi khalish, teri kashish toh nahi) - 2
tere bina jindagi hai adhuri, tere bina kya hai jeena
pighle se armaan hain, do pal ke mehmaan hai
aankhon ke aalon mein, chaahat ki lo jalne do
tere sawaalon ke woh jawaab jo main de na de na sakuun - 2
tere bina jindagi hai adhuri, tere bina kya hai jeena
Report lyrics
Top Jayesh Gandhi & Raiomond Mirza Lyrics