.

Udan Choo Lyrics

Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi
Bhole sanam ke dhoke se dil pe waar kar gayi
Jabse apni deke gayi naram chhuan tu
Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo (x2)

Ishq mein ek tarfa jo udhar kar gayi
Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi
Apni dhun mein karke gayi mast magan tu

Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo
Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera
Kya Khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera

De milan ka mauka dena
Yoon sajna ko dhoka de na
Thode se din jo sath mein
Guzaar kar gayi
Mere nayan ke sapne
Beshumaar kar gayi
Dheemi si jalti chhod gayi
Aisi agan tu..
Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo
Aankhon ke teer
mere jigar ke paar kar gayi
Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Report lyrics
Top Hriday Gattani Lyrics