.

Ab Ke Baras Lyrics

Ab ke baras bhi rah gaye pyase (2)
Aag lage is saavan ko
Aisi lagee biraha ki agni
Jisne jalaaya thanman ko (ab ke)
Dhuniya se kya karthe shikaayath
Laaye na shikva lab thak hum
Apne hi dhaman ki veeraani
Karthe gavaara kab thak hum
Phool na dhe tho rakhliye kaante (2)
Aise sajaaya dhaaman ko
Aisi lagi birha ki amni
Jisne jalaya thanman ko (ab ke baras)
Kithni hi gum ki raath ho kaali
Hothi hai aakhir uski saher
Nafarath se oh dhekne vale
Iski bhi hai kuch thujhko khabar (2)
Pyaar mein hai thaasir kuch aisi (2)
Dhosth bana dhe dhushman ko
Aisi lagi birha ki agni
Jisne jalaya thanman ko (ab ke)
Labzom mein hum dhardh samothe
Ithni kaham dhi apni majaal
Dhadhe sukhn kyoom dhethe ho humko
Ismein nahii kuch apna kamal
Uski karo thaariph ke jiske (2)
Gum ne nikhaara hai phan ko
Aisi lagi birha ki agni
Jisne jalaya thanman ko
Report lyrics
Kaash (2000)
Kaash Ye Aaine Se Jhoom Le Hum Ne Ek Shaam Maikade Aadhi raat Aandhiyaan Ab Ke Baras