.

Sunn Raha Hai Lyrics

Apne karam ki kar adaayein..
Yaara Yaara Yaara.. Yaara..

Mujhko iraade de
Kasme de wade de
Meri duaaon ke
Isharon ko sahare de
Dil ko thikaanein de
Naye bahaanein de
Khwabon ki barishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idher bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro raha hu main (Repeat 3 times)

Manzile.. ruswaa hain..
Khoya hai raasta..
Aaye le jaaye
Itni si iltaja..
Yeh meri zamanat hai..
Tu meri amaanat hai..
Haan..
Apne karam ki kar adaayein..
Kar de idher bhi tu nigahein..
Sunn raha hai na tu
Ro raha hu main
Sunn raha hai na tu
Ro raha hu main
Waqt bhi thehra hai
Kaise kyun ye hua
Kaash tu.. aise aaye
Jaise koi dua..
Tu rooh ki rahat hai..
Tu meri ibaadat hai..

Apne karam ki kar adaayein..
Kar de idher bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro raha hu main (Repeat 3 times)
Yaaraa....
Report lyrics