.

Shaam Shaandaar Lyrics

Sar jhuka ke kar salaam hain shaam shaandaar
Aasmaan se aa giri hai shaam shaandaar

Chakde andhera
Chaand jala de, bulb banake..
Fikar na karyo
Karna bhi kya hai
Bijli baccha ke
Sarr-e aam pila khushi ke jaam shaandaar
Aasmaan se aa giri ye shaam shaandaar
Jazbaat ke chillar ko note bana ke
Mehndi raat pe khulke lutaa
Chingariyon ko..
Visphot bana ke
Aiyashi ke tu rocket chhuda
Kaisa darr tu kar guzar
Yeh kaam shaandaar
Aasmaan se aa giri
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar
Report lyrics