.

Mein Lyrics

Aoona is roshani ka shear main
Rangoon is leher main doobein
Jagoo na kyun din main andhera
kyun ratoon main saweray tere
Main main hoon a**ma ka badal
tu hai wada saba
Main main samdroon ka pani
Tu. jalta sehra

Rokoo na ju lamha cut raha hai
Sadiyoon main but raha hai kaesay
Dekho tu ander ju aik safer hai
Tu is say bekhaber hai kaesay

Main main hoon a**ma ka badal
Tu hai sasoon ki yaad
Main main hon soch unkahe si
tu hai lafsoon ki yaad
Ab ya jana kyun hai rang ya juda
Ab ya razz khul gaya sab ne jana jana
Pehchana kyun ya rashani se hai
Raks zindagi se hai yahin rehana rehana

Ab ya dekha wo ju ayina sa hai
Ab wo chera mil gaya mainne dekha dekha
Ab ya socha jab hai j*** mere pass
Kyun hai rooh ki talash kia bujhaygi ya payasss aaaa
Aaaaa jis ko hai aasssss
Zinda hai wooo hai wo kahan hooo hooo
Main main hoon jagta ujala
Tu tu sayaa mara
Main main hoon baat unkahi si
Tu tu hai jis ki sada

Ab ya jana kyun hai rang ya juda
Ab ya razz khul gaya sab ne jana jana
Pehchana kyun ya rashani se hai
Raks zindagi se hai yahin rehana rehana

Ab ya dekha wo ju ayina sa hai
Ab wo chera mil gaya mainne dekha dekha
Ab ya socha jab hai j*** mere pass
Kyun hai rooh ki talash kia bujhaygi ya payasss aaaa
Report lyrics
Social Circus (2005)
Deewana Mein Challa Mungagan Na Re Na Dil Ki Sira Mein Dill Ne Dill Se Kaha Yar Mere Yar Piyass Dil Ka Jehan Teri Perchaian