.

Dyrah Lyrics

Lo phir yunhi ho giya saamna
Yun ho gayi who shurooh dastaan
Phir woh hua aashna
Tha jo mera aasra
Aur barhh giya fasla
Naina miley, lab siley, dil jala
Bus aur kuch na kaha na suna
Tha jo mera humnawa
Jo tha mera raazdaan
Be dakhl kyun ker giya
Be mehr yeh ranj ka daira
Jaaney kyun yeh be dhadak khich giya
Report lyrics