.

Main Tujhse Pyaar Nahin Karti Lyrics

Main tujhse pyar nahi karti
Main tujhse pyar nahi karti
Par koi aisi shaam nahin
Jab main apni tanhai mein
Tera intezar nahin karti...
Main tujhse pyaar nahin karti
Main tujhse pyaar nahin karti
Par shehar mein jiss din tum na ho
Ye shehar paraya lagta hai
Har koi lage begana sa
Har shajar paraya lagta hai
Main tujhse pyaar
Wo almari kapdo waali
Laawaris ho jaati hai
Yeh pehnu ya wo pehnu
Yeh uljhan bhi ho jaati hai
Mujhe yeh bhi yaad nahi aata
Rang kaunse mujhko pyaare hai
Mere shauk pasand mere
Binn tere sab banjare hai
Main tujhse pyaar nahin karti
Main tujhse pyaar nahin karti

Mein tujhse pyaar nahi karti
Mein tujhse pyaar nahi karti
Par aisa koi din hai kya???
Jab yaad tujhe teri baaton ko
Sau-sau baar nahi karti
Sau-sau baar nahi karti
Report lyrics
Top Ramya Behara Lyrics