.

Phir Haath Mein Sharaab Hai Lyrics

Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main - 2
Ye cheez lajwaab hai, Ye cheez lajwaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha - 2
Mera alag hisaab, hai Mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh - 2
Sheeshe mein maahtaab hai, Sheeshe mein maahtaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal - 2
Baaki khayal-o-khwab hai, Baaki khayal-o-khwab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main - 2
Report lyrics
Nasha - 2 (1999)
Koi Mausam Ho Soch Samajhkar Hosh Mein Phir Haath Mein Sharaab Hai Mujh jaisa kaun sharaabi Jaan Pehchaan Aise Badhi Khali Jaam Liye Baithe Ho Rind Din Bhar To Bekar The Aakhein Hai Ya Jaamein Sharaab Chalo Pee Lein Ke Yaar Maikhana Maikhana