.

Tum Bin Jiya Lyrics

Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya

Chaand Ki Aas Chakori Ko Mujhko Teri Aas

Aa Gayi Aankhein Har Ik Shay Mein
Sajna Tujhko Dhoonde
Aa Gayi Aankhein Har Ik Shay Mein
Sajna Tujhko Dhoonde
Tum Bin Aag Lagaaye Dil Mein Yeh Saawan Ki Boondein
Tu Jo Nahi To Mann Ko Na Bhaaye Yeh Din Yeh Raat..
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya

So Gaya Chanda So Gaye Taare
So Gayi Duniya Saari
So Gaya Chanda So Gaye Taare
So Gayi Duniya Saari
Ab Tu Aaja Sang Mere Sajna
Tu Jeeta Main Haari..
Lamha Lamha Badti Jaaye Naino Ki Pyaaas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Toot Gaye Hain Ik Ik Karke Saare Sunder Sapne..
Toot Gaye Hain Ik Ik Karke Saare Sunder Sapne ..
Begaane To Begaane Hain, Tum Hi Sajna Apne
Dil Deewaana Jaag Ke Raatein Jaane Lagaaye Aas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya

Chaand Ki Aas Chakori Ko Mujhko Teri Aas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Chaand Ki Aas Chakori Ko Mujhko Teri Aas
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya

Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya

Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas..
Tum Bin Jiya
Report lyrics
Rising From the East (1996)
Tum Bin Jiya Ban Mein Aati Thi Nach Malanga Dil Cheez Tere Nain Jitna Humne Aaja Ve Maahi Teri Akhiyan Laila Milna Julna Dil Cheez (remix)