.

Rab Ka Shukrana (Reprise) Lyrics

Tu hai ab jo bahno main qarar hai

Rab ka shukrana sanso main hai nasha khumar hai
Rab ka shukrana

Tu hi mera ab deen hai

Imaan hai

Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu

Azaan hai

Rab ka shukrana

Rab ka shukrana

Tu mila tu sab mila

Ab kisi se kia gila

Tujh mein simto

A main bikhron teri banho main

Tu mila tu sab mila

Ab kisi se kia gila

Tujh mein simto

A main bikhron teri banho main
Fana ho jaon main

Tu hi ab dunya meri jahan hai

Rab ka shukrana

Khuwabo ki khiyalo ki udaan hai

Rab ka shukrana

Tu hi mera ab deen hai

Imaan hai

Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu

Azaan hai

Rab ka shukrana

Sab se ho jaon pare
Jo ishara tu kare

Ab tu rehna hai tujhe main

Ghumshuda hoon main

Sab se ho jaon pare

Jo ishara tu kare

Ab tu rehna hai tujhe main

Ghumshuda hoon main

Ho teri banho main

Jazbo ko tu ab naya bayan hai

Rab ka shukrana

Naya rubta nayi shaan

Rab ka shukrana

Tu hi mera ab deen hai

Imaan hai

Rab ka shukrana
Report lyrics
Top Anupam Amod Lyrics