.

Tere Bin (Remix) Lyrics

tere bin mein dekhoon na subah
nigahon se abhi
yeh waada kar liya
tere bin ho chalna bhi saja
ki raahon se abhi
yeh waada kar liya
tere bin mein dekhoon na subah
nigahon se abhi
yeh waada kar liya
tere bin ho chalna bhi saja
ki raahon se abhi
yeh waada kar liya
suno yehi jasbaat hai mere
yeh dil kahe ki khwaishein jeene ki saath hai tere
tere bin ho saanson se juda
hawaon se abhi
yeh waada kar liya
tere bin mein dekhoon na subah
nigahon se abhi
yeh waada kar liya
tu woh zameen jis pe maine toh apni yeh duniya basayee hai
mein bin tere ab kaha jaunga
tu asra hai mera
mein toh jeeta hoon tere bharose pe
mein bin tere ab na jee paunga
meri toh yeh har baat tujh se hai
tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujh se hai
tere bin na barse yeh ghata
ghtaon se abhi
yeh waada kar liya
tere bin mein dekhoon na subah
nigahon se abhi
yeh waada kar liya
jo haath mein ho tera haath toh yeh lakeerein dhadakti hai
tu ho juda sab thama sa lage
jo tu mere pass hai toh yakeen apne hone pe hota hai
tu ho juda sab guma sa lage
haan tu meri aadat mein shaamil hai
mere liye mein sach kahoon tu ibadaat ke kabil hai
tere bin na puri ho dua
duaon se abhi
yeh waada kar liya
tere bin mein dekhoon na subah
nigahon se abhi
yeh waada kar liya
Report lyrics