.

Fakeera Lyrics

Chaani jo khwab to mitt ke sona, tu ban gaya
Ghamon ki aag mein tap ke suraj, tu ban gaya
Chaani jo khwab to mitt ke sona, tu ban gaya
Ghamon ki aag mein tap ke suraj, tu ban gaya
Aaj paaya hai tune, sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to, jab bigdaa naseeba

Fakeera
Fakeera
Fakeera
Fakeera
Fakeera

Haathon se nikli manzil jab yeh daaman chooth gaya
Aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya
Bhari hai yeh khaali si jholi jo tu bhatka dar badar
Yeh bhi na jaane yeh kaafir ki dua ka hai asar
Jo taare se toota, sab khwahish milegi
Zara haathon ko phelaa, mannatein sab milengi
Fakeera
Fakeera
Fakeera
Fakeera
Fakeera
Hua tabah aur hadd se zyada khoya jab kara
Udhi udhi tab saansein jaise udta hai ghuba
Socha kare kis pal mein dil ko raahat hai mili
Khuda ke ghar mein taalim tujhko gir ke jab mili

Aaj paya hai tune, sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to jab bigdaa naseeba

Fakeera
Fakeera
Fakeera
Fakeera
Fakeera
Report lyrics