.

Jaoon Kahan Bata Aye Dil Lyrics

jaaun kahan bata aye dil
duniya badi hai sangdil
chaandni aayi ghar jalaane
soojhe na koi manzil
jaaun kahan bata aye dil
duniya badi hai sangdil
chaandni aayi ghar jalaane
soojhe na koi manzil
jaaun kahan bata aye dil

banke toote yahaan aarzoo ke mahal
ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal
kehti hai zindagi is jahaan se nikal
kehti hai zindagi is jahaan se nikal
jaaun kahan bata aye dil
duniya badi hai sangdil
chaandni aayi ghar jalaane
soojhe na koi manzil
jaaun kahaan bata aye dil
haaye is paar to aansuon ki dagar
jaane us paar kya ho kise hai khabar
thokarein kha rahi har kadam par nazar
thokarein kha rahi har kadam par nazar

jaaun kahan bata aye dil
duniya badi hai sangdil
chaandni aayi ghar jalaane
soojhe na koi manzil
jaaun kahaan bata aye dil
Report lyrics