.

Dil Jalta Hai Lyrics

[Dil jalta hai to jalne de
Aansu na baha fariyaad na kar] - 2

[Tu parada nasheen ka aashiq hai
Yun naam-e-vafa barabaad na kar] - 2
Dil jalta hai to jalne de
[Maasoom nazar ke teer chala
Bismil ko bismil aur bana] - 2
[Ab sharm-o-haya ke parde mein
Yun chhup chhup ke bedaad na kar] - 2
Dil jalta hai to jalne de
[Hum aash lagaaye baithe hain
Tum vaada karke bhul gaye] - 2
[Ya soorat aake dikha jaao
Ya kaha do humako yaad na kar] - 2
dil jalata hai, dil jalata hai, dil jalata hai ...
Report lyrics