.

Ye Raste Ye Masti Lyrics

Ye raste ye masti ye lamba safar
Ye naazrein tere saath mil jaayein agar
To khush ho jaye naazare
Khil jayein sapne sare
Mausam ka asar hai
Muj pe hua kya
Tum pe bhi hua hai
To kehdoo naa
Dil ne kuch kaha hai
To kahoo naa

To khush ho jaye naazare
Khil jayein sapne sare
Mausam ka asar hai
Muj pe hua kya
Tum pe bhi hua hai
To kahoo naa
Dil ne kuch kaha hai
To kahoo naa
Pyara sama hai meharaaban
keh do na hain
keh do na hain
samjo mohabbat ke yeh zubaan
chal lad kay chu lain
woh aasmaan
bekhaa sa kuch pagla sa hai
dil yeh mere kuch keh de naa
dil ko mere kya hua
dil ke hai Aarmaan
teri sansoon mein
hain toofaan kahein
tum bhi zara samjho na
sun...dil ke sadaaon ko sun
kya kehti hai dhadkan ki dhun
yeh raaste yeh masti aur yeh lamba safar
ye naazrein tere saath mil jaayein agar
to khush ho jaye naazare
khil jayein sapne sare
mausam ka asar hai
muj pe hua kya
tum pe bhi hua hai
to kahoo naa
dil ne kuch kaha hai
to kahoo naa
Report lyrics