.

Kya Nazare Lyrics

kyaa nazaare hmmmmm
kyaa sitaare hmmmmm
kyaa nazaare kyaa sitaare
sab ko hai intezaar sab hain beqaraar
tu kab sab dekhegi
har kali mein har gali mein
dekhegi meraa pyaar pyaar ki bahaar
tu sab jab dekhegi
kyaa nazaare kyaa sitaare

(baadal ambar pe yun hi aataa jaataa rahegaa
tere reshmi aaNchal ki tarah lahraataa rahegaa) -2
qadmon ki dhool choomegi ye phool
tu jab sab dekhegi
har kali mein har gali mein
dekhegi meraa pyaar pyaar ki bahaar
tu sab jab dekhegi
kyaa nazaare kyaa sitaare

(man mein tu aise samaayi jaise nadiyaa mein neer
mere nainon ke darpan mein lagi hai yun teri tasveer) -2
apnaa ye roop ye chhaaNv dhoop
tu jab sab dekhegi
kyaa nazaare kyaa sitaare
sab ko hai intezaar sab hain beqaraar
tu kab sab dekhegi
har kali mein har gali mein
dekhegi meraa pyaar pyaar ki bahaar
tu sab jab dekhegi
kyaa nazaare kyaa sitaare
hmmmmmmm
hmmmmmmm
Report lyrics