.

Koi Humdum Na Raha Lyrics

Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Heyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
Koi Humdum Na Raha Koi Sahara Na Raha
Ham Kisi Ke Na Rahe Koi Hamara Na Raha
Koi Humdum Na Raha Koi Sahara Na Raha
Shaam Tanhaayi Ki Hai Aayegi Manzil Kaise (2)
Jo Mujeh Raah Deekhaye Woh Taara Na Raha
Koi Humdum Na Raha Koi Sahara Na Raha
Aye Nazaaron Na Hasso Mil Na Sakunga Tumse (2)
Woh Mere Ho Na Sake Main Bhi Tumhara Na Raha
Koi Humdum Na Raha Koi Sahara Na Raha

Kya Bataaon Main Kahan Yunhi Chala Jaata Hoon (2)
Jo Mujeh Phir Se Bulah Le Woh Ishaara Na Raha
Koi Humdum Na Raha Koi Sahara Na Raha
Report lyrics