.

Hum The Woh Thi Lyrics

hum the woh thi woh thi hum the
hum the woh thi aur sama rangin
samaj gaye na tarraraa
jate the japan pahoonch gaye chin
samaj gayena
yane yane pyaar ho gaya
hum the woh thi aur sama rangin
samaj gaye na
jate the japan pahoonch gaye chin
samaj gayena
yane yane pyaar ho gaya

khoya mein kaise uski batoon mein
kehta hoon dam to lane do ahhha
khoyi woh kaise meri baatoon mein
kehta hoon dam to lane do ahhha
kya kya keh dala aankho aankho mein
kehta hoon dam to lane do ahhha
hehehehe
hum the woh thi aur sama rangine
samaj gaye na
jate the japan pahoonch gaye chin
samaj gayena
yane yane pyaar ho gaya
oo manu tera hua ab mera kya hoga
oo manu tera hua ab mera kya hoga
chutte bulbule dono naina phadke
usne jab dekha mood-2 ke vaah vaah
jase kehti ho sun o re ladke
mane jab dekha mood ke vaah vaah vaah
phir dono ke dil dhak dhak dhadke
dono ne dekha mood mood ke haaaaa haaa
hum the woh thi aur sama rangin
samaj gaye na
jate the japan pahoonch gaye chin
samaj gayena
oo manu tera hua ab mera kya hoga
oo manu tera hua ab mera kya hoga
thoda thoda sa lamba lamba sa
dhire dhire usne khecha aahaaa
phir uska paloo banke uska das
dhire dhire mane khecha aahaaa
gabraahat mein phir apna apna haath
usne khecha mane khecha aahaaa
hum the woh thi aur sama rangin
samaj gaye na
jate the japan pahoonch gaye chin
samaj gayena
yane yane pyaar ho gaya
Report lyrics