.

Tanha Jiya Na Jaaye Lyrics

tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye - 2
(bin tere o mere saathiya - 2
haai sukoon na aaye
tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye) -2
manzar manzar tera chehra teri yaaden tera pehra
rang yeh meri chahat ka hain duniya ke sab rang se gehra
meri dil mein chaand hain tu meri dastaan mein hain tu
meri chahaton mein hain tu meri hasraton mein hain tu
bin tere o mere saathiya
haai sukoon na aaye
tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye

paagal paagal dil ki dhadkan
chhaya aaisa deewanapan
tu na jaane tu na jaane
kya hoti hai dil ki tadpan
tujhse hai meri zindagi tujhse hi lagan hai lagi
tujhse hai meri bekhudi tujhse hi meri har khushi
bin tere o mere saathiya
haai sukoon na aaye
tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye
meri saansen tujhse jaanam
pal pal bechaini ka mausam
lamha lamha tera aalam
tujhko maange yeh dil har dam
mera intezaar hain tu raahat hai karaar hain tu
jeene ka khumaar hain tu mera pyar pyar hain tu
bin tere o mere saathiya - 2
haai sukoon na aaye
tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye - 3
Report lyrics