.

Mar Jaayen Lyrics

"Mar Jaayen"

Har lamha dekhne ko
Tujhe intezaar karna
Tujhe yaad karke aksar
Raaton main roz jagna
Badla hua hai kuch toh
Dil in dino yeh apna
Kaash woh pal paida hi naa ho
Jis pal mein nazar tu naa aaye
Kaash woh pal paida hi naa ho
Jis pal main nazar tu naa aaye
Gar kahin aisa pal ho
Toh iss pal mein mar jaayen
Mar jaayen....mar jaayen....
Mar jaayen....ooo ho mar jaayen
Mar jaayen....mar jaayen....
Mar jaayen....ooo ho mar jaayen
Tuhjse juda hone ka tasavur
Ek gunaah sa lagta hai
Jab aata hai bheed mein aksar
Mujhko tanha karta hai
Khwab mein bhi jo dekhle yeh
Raat ki neendein udd jaayein
Mar jaayen....mar jaayein....
Mar jaayein...ooo ho mar jaayein
Mar jaayen....mar jaayen....
Mar jaayein...ooo ho mar jaayein
Aksar mere har ek pal mein
Kyun yeh sawaal sa rehta hai
Tujse mera taluk hai yeh kaisa
Aakhir kaisa rishta hai

Tujko na jis din hum dekhen
Wo din kyun guzar hi na payein
Mar jayein...mar jayein
Mar jayein...ooo oh mar jayein
Mar jayein...mar jayein
Mar jayein...ooo oh mar jayein
Mar jayein...mar jayein
Mar jayein...ooo oh mar jayein
Report lyrics