.

Jiya Lyrics

Jiya...main na jiya
Re sa re sa
Main na jiya
Jiya...main na jiya
Re sa re sa
Main na jiya
Main begana sa
Tha deewana sa
Mujhko teri chahat ne basa diya
Jiya...main na jiya
Jiya...main na jiya
Jiya...ha.. main na jiya
(Instrumental Break)
Ho..likhoon hawaon pe main
Naino se naam tera
Ho..saaye se main haathon ke
Saaya loon thaam tera
Ishq ka tu hai rab
Jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka
Bane hashiyaan
Jiya...main na jiya
Re sa re sa
Main na jiya
Jiya...main na jiya
Main na jiya
(Instrumental Break)
Hmm...naina firozi nehar
Khwaabon ke paani mein ghar
Ooo..aise hoon main tere bin
Sehra ki jaise seher
Saans main tu bhare
Do jahaan se pare
Aake tujh se miloon main,
Mere saathiya
Jiya...main na jiya
Re sa re sa
Main na jiya
Jiya...main na jiya
Main na jiya
Report lyrics