.

Ek pal Lyrics

yeh zindagi aik pal ka hai safar
to kia jo teri yaad main jaye guzar
sooay zameen aasmaan jab raat ho
aur jagoon teri yaad main mein raat bhar
tu yeh jaaney na
teri yaad main jaaney jaan
mainay chora yeh jahan
main wahan ab tu jahan
soocha yeh tu nay kia kabhi ay bekhaber
keh chaahoon tum ko har ghari main kis qadar
Report lyrics