.

Na Tum Bewafa Ho Lyrics

Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Magar kya karein apni raahein juda hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Jahan thandi thandi hawa chal rahi hai
Jahan thandi thandi hawa chal rahi hai
Kisi ki mohabbat wahan jal rahi hai
Zameen aasmaan humse dono khafa hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Abhi kal talak to mohabbat jawan thi
Milan hi milan tha judaai kahan thi
Magar aaj dono hi be-aasraa hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain

Zamana kahe meri raahon mein aaja
Zamana kahe meri raahon mein aaja
Mohabbat kahe meri baahon mein aaja
Woh samjhe na majbooriyan apni kya hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Magar kya karein apni raahein juda hain
Na Tum bewafa ho; Na hum bewafa hain
Report lyrics